Hath kangan ko arsi kya aam zarb-ul-misl hai iska mafhoom kya hai?
Q1. Hath kangan ko arsi kya aam zarb-ul-misl hai iska mafhoom kya hai?
Answer: Jo kuch zahir aur ayan hai us ka bayan karna fizool hai
Explanation: "ہاتھ کنگن کو آرسی کیا" کا مطلب ہے جو بات ظاہر اور عیاں ہو اس کو بیان کرنے کی کوئی ضرورت نہیں۔