Qurratulain Hyder ka mashoor novel kaun sa hai?
Q1. Qurratulain Hyder ka mashoor novel kaun sa hai?
Answer: Aag ka Darya
Explanation: Aag ka Darya Qurratulain Hyder ka sab se ahem novel hai jo 1959 mein shaya hua. Yeh novel 2000 saal ki Hindustani tehzeeb aur taareekh ko apne daman mein sameta hai.