"Aag ka Darya" mein kitne saal ki Hindustani taareekh ko sameta gaya hai?
Q1. "Aag ka Darya" mein kitne saal ki Hindustani taareekh ko sameta gaya hai?
Answer: 2000 saal
Explanation: Aag ka Darya mein Qurratulain Hyder ne takreeban 2000 saal ki Hindustani tehzeeb aur tawareekh ko chaar alag zaminoon mein bayaan kiya. Yeh novel Urdu adab ka tarikhi shaahkaar samjha jaata hai.