"Bu" kaunse adib ka afsana hai?
Q1. "Bu" kaunse adib ka afsana hai?
Answer: Saadat Hasan Manto
Explanation: Bu Saadat Hasan Manto ka mashoor afsana hai jis mein ek aurat ki jism ki khushbu ek kirdar ke liye aik yadgar tajruba ban jaati hai. Manto ne is mein insani nafasiyaat ko bebaaki se pesh kiya.